Wednesday, January 16, 2019

Top 3 play store app














Welcome to our website , my name is Dinam aur aaj Mai aap log ko top 5 play store app ke bare me batunga Jo ki aap logo ke liye helpful sabit hoga.

                Top 3 play store app list.


  1. Keep trainer - workout trainer &fitness coach
Agar app apne health ko barkar rakhna chahte hin toh aap iss app ko use Kar sakte hi . Ab hum baat karnge is app ke feature ke baare me . Is app me aap ko video tutorial mil jaata hi jiss se aap ko exercise or workout me help karega .

         
Img.1
Jaisa ki aap log dekh sakte hai (img.1) me aap ko har prakar ki tutorial mil jaunga chaahe aap ko weight loss karna ho ya weight gain karna is aap me sab suvidha mil jaiga . Aur is aap me free ke sath premium ka vi option hi kuch jaghon par aap ko paida karna padega .agar aap ke pass paid karne ke liye paise nahi hi toh aap free me bhi paid services ko use kar sakte hi .Yaha par aap ko coin milta agar aap inke kuch task ko complete karnge toh zyada jankari ke liye aap YouTube ka help le sakte hi aur aap is aap ko download karna chahate hi toh download button par click kare 

 2    Eye EM- Camera & Photo Filter 

Agar aap  photoshoot karne mein interest rakhte Hain To tu aaj main aapke liye application lekar aaya hoon.  


Baat karte hon iss aap ke feature ke baare me toh aap is aap ke photo click kar sakte hi agar aap photo shoot kar ke paise bhi kama sakte hi aai din yaha par contest chalta rahata hi aap contest me participate Kar ke bhi kama sakte hi.Aur aap photo shoot karne ke baare me sikhane ke liye kosis karna chahate hi toh yaha tutorials bhi mil jaiga jo aap ko khali help karega agar aap is aap ko download karna chahate hi toh 
Click here

3.Grammarly Keyboard — Type with confidence



Agar aap ka english grammar kharab hi aur aap kisi bhi sentence ko likhte hi to wrong likh jata hi toh aap hamara app use kar sakte hai aise toh ya aap hamara nahi hi but isko hum introduce kar rahe hin toh hamara bol raha hu .Ab aate hi kaam ke baat par. Toh is app ka main feature hai ki app jab galat sentence likhenge toh yeh app aap ko suggest kar dega uska sahi sentence 
Agaraap chahate hi apna grammar ko improve karna toh app iss app ko download kar sakte hi download button par click kar ke


'Top 3 play store app list'. Aap ko pasand aaya to hame aap comments kar ke bata sakte hi
Thanks


Labels: , ,

0 Comments:

Post a Comment

Note: Only a member of this blog may post a comment.

Subscribe to Post Comments [Atom]

<< Home